Category: Jokes SMS

3 months tak salary mat dena

Boss: Itne kam kapray pehan k q aai ho?
Aadha jism dikh raha hai.
Girl: Itni salary mein yehi aata hai!
Boss: Manager, Iss ko 3 months tak salary mat dena


mene aapko apni roti de di

Maalik naukar se : Aaj tumane roti
me jayada ghi laga diya hai.
Naukar : Galti ho gai maalik lagta
hai mene aapko apni roti de di.


mene aapko apni roti de di

Maalik naukar se : Aaj tumane roti
me jayada ghi laga diya hai.
Naukar : Galti ho gai maalik lagta
hai mene aapko apni roti de di.