Am sorry, Ek buri khabar hai
Mujhai bhool jana plz..
Main kuch dino ke baad
Tumhe hamesha ke liye chor kar
chala jaonga tumhara apna year 2021
but Tumhai ek naya dost
de kar ja raha hon year 2021
So enjoy with it!
Khushiyan rahen aapke paas,
Gham nahi, kaamyabi rahen aapke paas,
Nakamyabi nahi, sab kuch acha ho aapke sath,
Bura kuch bhi nahi. Dua karte hain iss
naye saal me aapki har dua poori ho
Har Saal Aata Hai,
Har Saal Jata Hai,
Es Saal Aap Sab Ko Wo Sab Mile,
Jo Aapka Dil Chahta Hai
Happy New Year 2021
Aasma ke taron me khoya hai jahan sara,
Lagta hai pyara ek ek tara,
inmen sabse pyara hai ek sitara,
Jo is wakt pad raha hai sms hamara
Naya Saal Mubarak- Happy new year 2021
Aanewala yeh saal aapke liye
Sabse acha rahen, aur isshwar aapko
Aur zyada kaamyab banayen.
Issi dua ke saath aapko
Naye saal ki subhkamnayen.