Jis shaks se humne rishta banaya,
Ussi ne apnakar tanha chhod diya,
Ke ab hum keh sakte hai,
Jab bhi humne khushi ki hawa khayi,
Dukh ke din samne aa gaye.
Jis shaks se humne rishta banaya,
Ussi ne apnakar tanha chhod diya,
Ke ab hum keh sakte hai,
Jab bhi humne khushi ki hawa khayi,
Dukh ke din samne aa gaye.
Chehre pe fida toh har koi hota hai,
Dil pe fida hoke toh dikhaiye,
Jaan lutaane ki baat toh sab karte hai,
Dil se kabhi apna maan ke toh dekhiye.